Saturday 25 April 2020

Ye kafila kaise chale
Bin tere kaise ye sambhale
Tu na ho to
Dhundhle raste ab kya kare hasil
Na kafila na mein ab kabil
Manzil bhi mushkil
Toh kya kare

Saare mohare band pinzare
Gujaare toh bhi band deeware
Sahare bas tere ye katre
Kuhasa har din mera
Jalsa har safar tera
Dhudhe bhi ab kya nazar
Tera wo tuta makbara
Ab kyu mukre tere hi katghare
Faisla ab jo tu kare
Ye kafila kaise chale
Bin tere kaise ye sambhale

Tere khwabo ki kashti leke
Leke har wo patwar

Tadak khawbho ki leke kashti
Bedhadak har wo matargashti
Khuli sadak pe apni grahsti
Toh chalo toh socha bhi

Kadak thi apni lugaai
Bhadak rhi jo tune bajaai
Fir gire to sambhale to
Khel khel ke wicket jamai
Gulel pel ke fir ticket gavai
Jaane toh tab se Fb pe bole
Chirkut si zindagi Hamari

Pal jo fisal jayega
Pal me pal pal










Fasaila ab tu kare

Tuesday 21 April 2020

Ek akhbaar pada balcony me kab se
Shayad pichhle 17 taarik ka hai
Yun dekha na aaya koi jamane bhar se
Aaftab ki roshni me kuch daal pak rhi hai
wo bhi kaali Khabre to har wo hi roz ki
Na jaane ye ubaal aa kahan se rahi hai
Jara rakh dun sambhal ke raddi ke mol me abhi nunta aayi hai
Le aata ek raasi bandh dun saari raadi
Kaam to kuch ab aati nahi magar ye dhoop

एक रद्दी सा अखबार

एक अखबार पड़ा बालकनी में कब से
शायद पिछले 17 तारीख का है
यूँ देखा न आया कोई जमाने भर से
आफ़ताब की रौशनी में कुछ दाल पक रही है
वो भी काली मगर खबरे तो हर वो ही रोज़ की
ना जाने ये उबाल आ कहाँ से रही है
जरा रख दूँ संभाल के,
रद्दी के मोल में अभी न्यूनता आयी है
एक फीता देना भई!
बाँध दू बेसूद सी रद्दी, ना कोई सूद की
अच्छा ये तुम्हारी धुंधली सी शक्ल
और ये फीता यहाँ है!

Monday 20 April 2020

जरा धुप लगने दो

किसी ने रखी है अजीब सी दास्तान
सुखाने छत की मुंडेर पे
बड़ी नरम, कमजोर सी
शिकस्ता हाल उदास भी
भीगी भीगी कही काई जमी हुई
दीमक भी चट कर गयी
और ना जाने क्या क्या
हट जाओ ,जरा धुप लगने दो

गुड़ की डेहलि मगर जरूर थी
महकती डगरिया इस आलम में भी
इस मोहलिक हवा में ना जाने कब सूखेगी
और तो और सूखेगी की भी नहीं
हट जाओ फिर भी जरा धुप लगने दो.....


Sunday 12 April 2020

तू चल इस सफर
मंज़िलो की ना हो कोई फ़िक्र

तेरी राहें क्यों रुकी रुकी
बाहें क्यों थकी थकी
कंधों पे जो तेरे बस्ते
उतार दे बीच रस्ते
तू चल इस डगर
क्यों करे है अगर- मगर
ये जमीं ये आसमां
सबसे अपनी यारी है
तू चल इस सफर
मंज़िलो की ना हो कोई फ़िक्र

दिल में आया यूँ ही एक ख्याल
ठहरा क्यों है राहगीर
हर बार ये सवाल है
दुनिया कितनी भी बताये जो कहानियां
मत कर इन पे इतनी मेहरबानियाँ
तू आग है, तू रौशनी है
तू खुद एक मशाल है
गुजर ऐसी राह से गुजर
जल उठे ये पल ये लम्हा
ये जहान
तू चल इस सफर
मंज़िलो की ना हो कोई फ़िक्र

balcony me baithe aaj kafi der ho gyi
Ummed to nahi thi
Ek chup si khwahish aur dopahar ho gyi

बालकनी में बैठे आज काफी देर हो गयी
उम्मीद तो नहीं थी
इक चुप ख़ामोशी तेरी और दोपहर हो गयी

Makan no 324 kisi ko pata hai?
बड़ी दूर से आया हूँ किसी को पता है
तो बता दो


Har din naya khwab gujarta hai jaise
Kisi ne abhi abhi pata likhwaya ho


कितने कयास लगाये मैंने
तू आ सही नुक्कड़ चाय बहाने
बेवजह ही पूछ लेती चाय के ठिकाने
ना आओ तो ना सही
तमाम कोशिश हर फ़िज़ा ढूंढ ही लिये
फिर मैंने नंबर तेरे मकां के


Phoonk phoonk phoonk le maal
Maal phoonk le
Phoonk phoonk phoonk le maal
Maal phoonk le
Zindagi ke saare chhalle uda de

Tu chal gire pade idhar udhar
Le aa ek stuff bhara pada jidhar
Stuff hai meri jaan
Stuff meri mumtaaz
Sun sun ye sabka ilaaz
Tu chhod sab kaamkaaj
aa meri jaan
Kheech kheech mera stuff kheech le
Jhoom le iske nashe me ghum le
Do kash to maar le baby
zindagi ke saare maze loot le

O humdum dum dum laga ke kheech le
Kheech kheech ke apni bum bum maar le
Do ghunt le ye dhuein ghot le
Zindagi ke saare gam dumghont de
Ruk ruk baby abhi meri botal khol
Vodka whisky rum jo bhi anmol
Lag dun baby do shot  jo tu bol
Dum dum laga ke o humdum peg maar le
mere saath chikh chikh ke
Duniya ke saare bhugol ki maar le
Phoonk phoonk phoonk le maal
Maal phoonk le
Phoonk phoonk phoonk le maal
Maal phoonk le
Zindagi ke saare chhalle uda de

Har ek roz tum aati ho
Chai ki Tarah........
Kabhi meethi
Toh kabhi bina cheeni ke
Bolti toh kuch nahi ho
Magar dooba jati ho
Mere Humnafas Biscuit ko
Yu hi





Har ek roz tum aati ho
Chai ki Tarah........
Kabhi rame
Toh kabhi bina cheeni ke
Bolti toh kuch nahi ho
Magar dooba jati ho
Mere Humnafas Biscuit ko
Yu hi


Din to yun hi gujar jayega
Teri aahat ki sarsrahat me
Magar ye lamhat kaise kate
Teri dhundhli se ek muskurahat pe


Ye lamha yun hi thahar jaye beech raste

Yun hi utha kar tere mere baste
Chale jahan le chale ye raste
Ye haseen safar pe
Gungunati dagar pe
Bas Bah chale khwahishon ke dariya me
Lahro ke sath mile Gahare samandar me
Rahe kyu ab hum Gumsum
Khole apni baahen humtum
Jee le Har lamhe ye Dil-nashii
Kya pata
Fir kal ho na ho Hum-nashii

Ek chup sa baitha hun
Khamosh bhi balcony
Tu gujar to kabhi is colony
Dariya saja ke baitha hun

Ek chup sa kamra aur
Tohfe me di tumhari godrej almaari

Zindagi Gulzar hai!
Balcony me baitha yun hi
Gungunti thandi purwaiyan
Saamne ek haseen dariya
Kinaro pe o halla machati chiriya
Lambe lambe Nariyal ke darakht
ye manmoji lanfange
Raaho pe yun bikhare pade
palash ke phool Rang birange
Ek chup khamoshi
Aur abhi abhi aayi
Ek cup chai garma garam

Ban gya jab tu mera kalandar
Tair liye ye saat samandar
Fir bhi dil me ye bavandar
Kyu rah gya..

Tu murshid mera
Tu vaajid mera
Saari bandish saari ranjish
Le chal sab bekar sarhad ke paar
Tu hi ummed sabka
Tu hi mufid mera
Sara jahan murid tera

Le chal mujhe door kahi
Tu hi hafiz, tu taaviz wahi
Dhundhu tere mera khwabo Ka jahan
Bun lo tere mere khwabon ka caarvan

Ahista chale dhadkane
Mile nahi abhi wo musafirkhane

Gujariye zindagi kuch is tarah
Haath lage toh mile
Sirf haseen lamho ka carvaan
Kuch is tarah......

Teri shaksiyat teri siyasat me
Kuch yun gum hai
Teri insaniyat me na koi
Ab dum hai

Har Lamhat me hun musafirat
Zindagi ki yahi to meri khasiyat


Khul ke hans li aaj saari hasrate
Mile jab chaar yaar yun khilkhilate
Dil ki tamanna hai
Kabhi beete na sitaro se din
Kabhi beeta na yaaro ke bin


Mil gaye jab chaar yaar haste hasate
Khul ke jee li aaj saari hasrate
Har roz ho pyaari pyaari baate
Gungunati shaame gaaye saari saari raate
O Halla macha rahi saari nadani har jahan
Shor gunje yahan se wahan
Masti me dobe rahe hamesha ye samaa
Dil ki tamanna hai
Jhilmil yaarana hai
Kabhi beete na sitaro se din
Kabhi beeta na yaaro ke bin

Saare faasle yun fana karke
Saare fasane yun deewana bnake
Chale saath saath thame haatho me haath
Bun le saare sapne Jo dekhe sbne apne
Yun hi milti rahe humko saari khushiya
Na ho kabhi hamare beech galatfahmiya
Dariya kinare ye haseen vaadiyan
Fir se mile bhula ke saare bahane
To samjhe to ye jaane
Na rahe koi kisi ke bina ye deewane
Dil ki tamanna hai
Jhilmil yaarana hai
Kabhi beete na sitaro se din
Kabhi beeta na yaaro ke bin



Koi rakh aaya ajeeb si daastan
Sukhane chhat par
Jara dhoop lagne do

Badi naram, kamzor si hai




Ek akhbaar pada balcony me kab se
Shayad pichhle 17 taarik ka hai
Yun dekha na aaya koi jamane bhar se
Aaftab ki roshni me kuch daal pak rhi hai
wo bhi kaali Khabre to har wo hi roz ki
Na jaane ye ubaal aa kahan se rahi hai
Jara rakh dun sambhal ke raddi ke mol me abhi nunta aayi hai
Le aata ek raasi bandh dun saari raadi
Kaam to kuch ab aati nahi magar ye dhoop