Sunday 29 March 2020

Ye pal
Yun hi thahar jaye
Ye pal....

Jab saath aye ye raste
Safar apne yaar ho gye

Safar, khwaabon ka hai ye safar
Manzilo ki na koi ab fikar

Dheeme dheeme se
Gunguna rahi khwaashen
O halla macha rahi ye baandishe
Duniya kitni bhi bataye jo kahaniya
mat kar inpe itni meharbaniya
Teri Raahe kyu ruki ruki
Baahe kyu thaki thaki
Tu chal is dagar
Kyu kare hai agar magar
Ye jamee ye aasman
Sab apne yaar hai
Safar, khwaabon ka hai ye safar
Manzilo ki na koi ab fikar

Dil me aaya yun hi ek khyaal hai
thahra kyu hai rahgir
har baar ye sawaal hai
tu aag hai , tu roshni hai
tu khud ek mashal hai






tu chal



Safar, khwaabon ka hai ye safar
Manzilo ki na koi ab fikar


Teri Raahe kyu ruki ruki
Baahe kyu thaki thaki
Tu chal is dagar
Kyu kare hai agar magar
Ye jamee ye aasman
Sabse apni yaari hai



tu aag hai , tu roshni hai
tu khud ek mashal hai


Tu chal is safar pe
manzilo ki na ho koi fikar

Teri raahe kyu ruki ruki
Baahen kyu thaki thaki
Kandho pe jo tere baste
utaar de beech raste
Tu chal is dagar
Kyu kare hai agar magar
Ye jamee ye aasman
Sabse apni yaari hai
Tu chal is safar pe
manzilo ki na ho koi fikar

Dil me aaya yun hi ek khyaal hai
Thahra kyu hai rahgir
Har baar ye sawaal hai
Duniya kitni bhi bataye jo kahaniya
Mat kar inpe itni meharbaniya
Tu aag hai , tu roshni hai
Tu khud ek mashal hai
Gujar aisi raah se gujar
Jal uthe ye pal ye lamha ye jahan
Tu chal is safar pe
Manzilo ki na ho koi fikar

Musafir hun yaaro
Ek raahnuma chahiye

Kal pe sawal hai
Jeena aaj bawaal hai
Khaali udaan aasmaa me
Na mila koi dariya is jahan me

Musafir hun mein tera
Tu hi raahnuma chahiye

Kal pe sawal hai
Jeena aaj bawaal hai
Tu chala kidhar
Tere liye hi to liye hai
ye sab Pange udhaar
Bura hai jamana jara
Fans na jaye tu hai abhi athara
Chalo shukar karo
Mein hun to ab ye kya fasane
Lekin kya karu bahut hai tere deewane
Thame hum haatho me haath
Chale saath saath
Saare saare din Saari saari raat
Ab konse bahane Ab konse thikane
Har pal har shahar ho
tere mere hi naam ke charche
Na ho agar kisi ko khabar to
Baant do tere mere ye parche
Musafir hun mein tera
Tu hi raahnuma chahiye










Ye pal ye safar ab
Tere bin jee na paye















No comments:

Post a Comment